Check Ramzan shayari in Urdu and Hindi with images free download!! Ramadan is one of the most blessed times of the year. Rejoicing and remembering your friends and family is one of the great ways to make this month a better one. It is also important to remind your loved ones of your care for you in this blessed month and stay in touch no matter what. One of the best ways is to send them Ramzan Mubarak Shayari and other related messages to lighten their mood a little in this blessed yet busy month.
Here are some of the topmost Ramadan related poetry messages to send to your loved ones
Ramadan Mubarak Shayari Images Wishes
As soon as the moon for this blessed month has been seen, wishing your loved ones should be your first priority. Sending them this amazing Ramadan Shayari is the best way to wish them.
For Images, visit Ramzan Mubarak Images Pics
Jb Woh Deikhe Bahaar Aa Ke Tu Unko Meri Tarf Sy Mobarak Ho Ramadan Kehna.
Koi Hum Se Pehle Wish Na Ker De Apko, Is Liye Sub Se Pehlay “Ramadan Ul Mubarak” Kehte Hain
Roshan Sitaraa Daika,Ap Ki Khariyat Ki Dua Mangyi,
Sb Sy Phley Hum Ap Ko,Ramazan Mubarak Kehty Hain..
Ramadan Poetry in Urdu Hindi
Here are some of the most relevant Ramadan couplets throughout the month!!
Dua Oh Mein Utha Hy Haath Salamat Rkhna
Har RoZA or Namaz Ho Qabool Tumhari, Ye Hi ALLAH Se Hy DUA Hamari.
Bass Na Chalay Ga Kuch B Ab Shaitan Ka,,Aaya Hai Muskrata Hova Mahina Ramzan Ka,Ghar Ghar Main Jalay Gi Shama Fakt Toheed Ki,,,,Arsh Chovay Ga Sajda Kamzor Baibas Ensaan Ka ,,,,Barsay Ga Rahmaton Ka Sawan Har Soo Har Ja,,,,Har Zuban Pai Ho Ga Naghma Fakt Rahman Ka,,,Awo Apna Apna Daman Donay Ka Ahd Krain Noor .Qismat Walon Ko Milta Hai Moka Apny Pahchan Ka. . .
See Ramadan is coming Quotes and Wishes
Mang tein Hain Hum Kch Na Kch Apne Liye Chaloo Aj Dosroon Ke Liye Mangein
Ramadan Kareem Poetry
Dua hai k is bar humain Razaa-e-ilaahi mil jaye
—
Rehmat or Barkat ka Aya “Mehman”
Naimat or Maghfirat ka milay ga “Inaam”
Kar lo tayyari Istaqbal ki
Aa raha hai payara “Maah-e-Ramazan”
—
Teri azmaishoun say houn bay khabar
Ye Meri nazar ka qasoor hai
Teri rah mai qadam qadam
Kahin aarsh hai kahin zahoor hai
Ye Baja hai Malik-e-do Jahan
Meri bandagi mai fatoor hai
Ye khata hai meri khata magar
Tera naam bhi to ghafoor hai
Ye bata mai tujh say miloun Kahan
Mujhy tujh say milna zarooor hai
Kahin Dil ki shart na rakhna
Abhi Dil gunahoun say choor hai
Tu bakhsh day meray sab gunah
Tu raheem hai tu ghafoor hai
Ramazan Mubarak!
—
Wo sehri ka maza
Wo iftari ka intezar
Wo Quran ki tilawat
Wo Namaz ki dawat
Wo rozay ka Noor
Sirf kch din dour
—
Allah ko raazi karna hai or gunahoun ko bakhshwana hai
Kch khawab hain jinko likhna hai or tabeeroun ko pana hai
Apnay kch Anganoun mai khushiyoun k deep jalanay Hain
Kch tobah karna baqi hai aur Raab ko humnay manana hai
Janat ka karna hai soda, jahanum say khud ko bachana hai
Ramzan ki amad amad hai, apko mubarikbad deni hai!
—
Marhaba sa’d marhaba phir aamad e Ramazan hai
khil uthay murjhaey dil, taaza hua emaan hy
Hum gunah garoun pay ye kitna bara ehsaan hy
Ya khuda tu ny ataa phir kar dia ramazan hy
Ramzan Mubarak!